|
Romantic Ghazal - Kabhi yaad aaye to poochna. |
Kabhi yaad aaye to poochna.
Zarza apni khalwat-e-shaam se.....
Kisay pyaar tha taray naam say....?
Zara yaad kar k wo kon tha.
Jo kabhi tujhay bhi azez tha....
Wo jo jee utha teray naam say.
Wo jo mar mita tary naam pe.....
Humain b-e-ruki ka nahin gila.
K yahi wafaon ka hy sila.
Magar aisa jurm tha kon sa.
Gay hum dua-o-salam say...?
Na kabhi visaal ki chah thi.
Na kabhi firaaq main aah ki.
K mera tareeqa-e-bandagi.
Hay juda tareeqay aam say.... |
| |
|
| |
It is always a pleasure to hear from friends and lover of Ghazals. Feel free to contact us with suggestions, comments and corrections.
|
| |
|
|
|